Aaj Bhi 2 - Vishal Mishra

Aaj Bhi 2

Vishal Mishra

00:00

04:19

Similar recommendations

Lyric

Pata hai, meri ab zaroorat toh nahin hai

Mujhe bhi iski ab shikayat toh nahin hai

Maine bhi tujhko kab ka bhula diya

Khush hoon main tum bin, sab ko bata diya

Keh toh diya, lekin

Kya kahoon main, dil jo poochhe toh

Kya karoon main, tujhko dhoondhe jo

Aaj bhi

Aaj bhi

Aaj bhi

Aankhon mein aa jaati hain yaadein

Dafnane ke baad bhi

Toot ke roya tha main uss din

Baat hai yeh uss raat ki

Aankhon mein aa jaati hain yaadein

Dafnane ke baad bhi

Toot ke roya tha main uss din

Baat hai yeh uss raat ki

Tumko bhulana namumkin tha

Marna tha mumkin

Jee bhi liya aur bhool gaye sab

Bhool gaye, lekin

Kya karoon main, dil na bhoole toh

Kya kahoon main, tujhko dhoondhe jo

Aaj bhi

Aaj bhi

Aaj bhi

Hai phir kyun aankhon mein nami?

Kyun main rota hoon aaj bhi?

Aaj bhi

- It's already the end -