00:00
02:09
(Cough)
Heyyy
Mic check! Mic check! Mic check!
Jee! Haan!
Mujhe dekho toh?
Thoda jaano toh?
Teri aankhon ko na lage nazar meri jab milaale tu
Mein dekhu tujhe door se,
Kareeb jaau toh toot-te hai log
Hum reh gaye tujhko dhoondte!
Toh mujhko na tu jhoomne se rok
Aur bas choomle ye hont, hont, hont, hont
(Nahi)
"Yaar sunn na, mujhe bata tu, kaise type ke gaane banaata hai?"
Aise gaane jo dekh paaye,
Naye waale laundo ke liye devta hai,
Puraane waale laundo ke liye break time,
Ye scene mein tu wave ya tu kekda mein,
Aur tu dekhrai ki,
Aur hum mein dariya dil, toh bane badhiya film,
Hase saathmein jabb poochta "kaun bharega bill?"
Itihaas mein likha hai ki jab hai baniya deal pe,
Toh tu tangega keel se yaa tu katega feel mein,
Thoda business man!
Thoda painter!
Thoda lekhak jo gaata hai theatre Mein!
Thoda ummm ye lagta acquaintance,
Thoda baaton mein khamakha intense
Pehne baap ki jab hand me down shirts,
Hai ghanta doubters, mein karta crowd surf bas,
Tera label bas baat-tai voucher,
Tu seekhta daav chalne,
Tabtak pohocha dus,
Kadam aage mein,
Sapne jaaege hue,
Sui hai dhaage mein
Nai hai gaane ye hai custom fabric jismein
Dard ka patchwork,
Aur ye lafz taake,
Mila jo bhi baatein,
Aur na kab jataake,
Par gulaab ke kaate saare chunta gaya,
Tujhko mujhimo saala dhoondhta gaya
Saare ye bhulaake khaali jhoomta gaya,
Maanga mauka ek mera 10 gaya,
Lauta de mera shirt naya,
Dhoke se karu sach bayaan,
Roke toh lage Fass gaya
Mein toh Fass gaya
Mein toh Fass gaya
Mein toh Fass gaya
Mein toh Fass gaya
Mein toh Fass gaya
Mein toh Fass gaya
Mein toh Fass gaya
Mein toh Fass gaya
Mein toh Fass gaya
Mein toh Fass gaya