00:00
05:11
**यारों सब दुआ करो** मीट ब्रदर्स द्वारा प्रस्तुत एक मनोरंजक हिंदी गीत है। यह गाना दोस्ती की अनमोल भावनाओं को संगीत के माध्यम से बखूबी दर्शाता है। मीट ब्रदर्स की लयबद्ध संगीत रचना और गायक की मधुर आवाज़ ने इसे युवाओं के बीच बेहद लोकप्रिय बना दिया है। इस गाने के बोल सरल और दिल को छू लेने वाले हैं, जो सुनने वाले को सकारात्मक ऊर्जा प्रदान करते हैं। **यारों सब दुआ करो** विभिन्न संगीत प्लेटफार्मों पर उपलब्ध है और सोशल मीडिया पर भी इसे खूब पसंद किया जा रहा है।
Sa re ga re, sa re ga re, ga ma ga re
Ni ni sa re sa dha ni re, ga re ga re sa
Sa re ga re, sa re ga re, ga ma ga re
Ni ni sa re sa dha ni re, ga re ga re sa
♪
Saamne aa gaye woh aaj, lut gayi yeh aankhein
Bina lafzon ke unse, yaar, chal padi hain baatein
Saamne aa gaye woh aaj, lut gayi yeh aankhein
Bina lafzon ke unse, yaar, chal padi hain baatein
Pehla lamha mohabbat ka zindagi mein jo aaya hai
Haal dekho mera, bechain hoon, dawa karo
Yaaron, sab dua karo, mil ke fariyaad karo
Dil jo chala gaya hai, usey aabaad karo
Yaaron, tum mera saath do zara
Ek baar mujh pe tu kar de karam
Meri gali leke aaja apne qadam
Dooriyon mein saansein meri chalti hain kam
Jiski talaash mein the hum har-dum
Mil gaya, mil gaya woh mera sanam
♪
Tu itni khoobsurat hai, humein teri zaroorat hai
Tumhein chahe ho na humse, humein tumse mohabbat hai
Tu itni khoobsurat hai, humein teri zaroorat hai
Tumhein chahe ho na humse, humein tumse mohabbat hai
Tumne nazrein milaayi toh chal padhi hain saansein
Zulfein lehraayi toh huyi ishq ki barsaatein
Pehla baadal woh chaahat ka mere dil pe jo chhaya hai
Ke aise door na rahein, yeh unse kaha karo
Yaaron, sab dua karo, mil ke fariyaad karo
Dil jo chala gaya hai, usey aabaad karo
Yaaron, tum mera saath do zara
♪
Tere nazdeek rahoon, mera dil karta hai
Khud se bhi zyada ab jaan liya tujhko
Tere jaisa koi nahin, maan liya tujhko
Pehla lamha mohabbat ka zindagi mein jo aaya hai
Haal dekho mera, bechain hoon, dawa karo
Yaaron, sab dua karo, mil ke fariyaad karo
Dil jo chala gaya hai, usey aabaad karo
Yaaron, tum mera saath do zara